Weekend Classics Radio Show | Iconic Songs from 60s, 70s, 80s and 90s

Weekend Classics Radio Show | Iconic Songs from 60s, 70s, 80s and 90s

A perfect blend of some carefully hand-picked evergreen songs and some never heard before stories from the golden era of Bollywood with RJ Gaurav Srivastava. So sit back and relax to these classic songs along with the amusing stories of some popular stars. 00:30 Pag Ghunghroo Baandh 08:26 Sar Jo Tera Chakraye 14:02 Babu Samjho Ishare 18:52 Golmaal Hai Bhai Sab 25:15 Eena Meena Deeka 28:04 Ek Chatur Naar Karke Sringar 36:37 Thande Thande Paani Se Nahana 40:24 Are Rafta Rafta Dekho 45:35 Mere Angne Mein 50:49 Padosan Apni Murgi Ko Rakhna Label :: Saregama India Ltd. To buy the original and virus free track, visit www.saregama.com For more Jukebox & Bollywood Songs log on & subscribe    / oldhindisongs   For more videos log on & subscribe to our channel    / saregamaindia   Follow us on Facebook:   / saregama   Follow us on Twitter:   / saregamaglobal   For Mobile download Visit :: mobile.saregama.com Pag Ghungroo Baandh lyrics given below, Buzurgon ne Buzurgon ne, farmaya ki pairon pe apne khade hoke dikhlaao Phir yeh zamaana tumhaara hai Zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao Phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai Arey to lo bhaiya hum Apne pairon ke oopar khade ho gaye Aur milali hai taal Dabaalega daaton tale ungliyan,liyan Yeh jahan dekhkar,dekhkar apni chaal Wah wah wah wah Dhanvad Ki pag ghungroo Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi... (2) Aur hum naachen bin ghungroo ke Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi Woh teer bhalaa, kis kaam ka hai Jo teer nishaaane se chooke chooke chooke re! Ki pag ghungroo... Aap andar se kuch aur Bahar se kuch aur nazar aate hain Bakhuda shakal se to chor nazar aate hain Umar guzari hai saari chori mein Saare sukh chain band jurm ki tijori mein Aap ka to lagta hai bas yahi sapna Ram naam japna paraya maal apna... (2) Watan ka khaaya namak to namak halaal bano Farz imaan ki zinda yahaan misaal bano Paraya dhan parayi naar pe nazar mat dalo Buri aadat hai yeh aadat abhi badal dalo Kyonke yeh aadat to woh aag hai jo Ik din apna ghar phoonke phoonke phoonke re! Ki pag ghungroo... Mausam-e-ishq mein machale huwe armaan hain hum Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hai hum Aisa lagta hai to lagne mein kuchh buraayi nahin Dil yeh kehta hai aap apni hain paraayi nahin Sange marmar ki hai, koi moorat ho tum Badhi dilkash badhi, khubsoorat ho tum Dil dil se milne ka koi mahoorat ho pyaase dilon ki zaroorat ho tum Dil cheer ke dikhladoon maein dil mein yahin soorat haseen Kya aapko lagta nahin hum hain mile pehle kahin Kya desh hai kya jaat hai Kya umra hai kya naam hai Aji chhodhiye in baaton se humko bhala kya kaam hai Aji suniye to Hum aap milen to phir ho shuroo afsaane laila majnoo laila majnu ke Ki pag ghungroo...