Is video me aap dekh rahe ho Kolkata ka ek unique Madhumakhi (beehive) theme Durga Puja pandal. Pure pandal ko is tarah design kiya gaya hai ki jaise aap ek asli madhumakhi ke chhatte ke andar ho. Sundar lighting, creative decoration aur maa Durga ki bhavya pratima is pandal ko aur bhi khas bana deti hai. Kolkata ki Durga Puja ki yahi khoobi hai – har saal naye theme, nayi soch aur zabardast creativity! 👉 Video pasand aaye to like, share aur comment karna na bhoolen ✨ 🙏 Jai Maa Durga #DurgaPuja #KolkataDurgaPuja #MadhumakhiPandal #BeehiveTheme #PandalHopping #DurgaPuja2025