“Awaara Angaara Lyrics” is a captivating Hindi track from the movie “Tere Ishk Mein” sung by Faheem Abdullah. The song is beautifully penned by Irshad Kamil, with music composed by A. R. Rahman. In the music video of “Awaara Angaara”, you’ll see Dhanush and Kriti Sanon. Below you can find the full lyrics with Hindi to English translation. Teri Kaaynat Mere Khaali Haath Aur Taar-Taar Sapne Gaye Zakhm Jaag Mere Seene Aag Lagi Saans-Saans Tapne [Pre-Chorus] Teri Kaaynat Mere Khaali Hath Aur Taar-Taar Sapne Dardon Se Choor Gam Ka Gurur Kahun Kya Main Haal Apne Aawaara Angaara Aawaara Angaara Raaton Mein Dooba Ambar Ka Banjara Jaane Toota Kyon? Main Sheesha Na Taara [Verse 2] Teri Kaynat Mere Khali Hath Aur Taar-Taar Sapne Gaye Zakhm Jaag Mere Seene Aag Lagi Saans-Saans Tapne [Verse 3] Koi Udhaari Hai Seene Pe Bhari Hai Patthar Hai Ya Dil Hain Main Hi Akela Hoon Main Hi To Mera Hoon [Pre-Chorus] Ye Kaisi Mehfil Hai? Roothe Savere Hai Aadhe Ye Mere Hain Aadhe Hain Ye Tere Tu Hai Nigaahon Mein Lava Hai Aankhon Mein Bas Sard Shaam Gehre [Chorus] Aawaara Angaara Aawaara Angaara Aansoo Hai Mere Ya Pighla Hai Paara Jaane Toota Kyon? Main Sheesha Na Taara [Bridge] Mera Imtihaan Tu Jo Le Raha Hai Ab Na Riyaayatein Kar Maine Ishq Seekha Maine Pyar Seekha Tu Chahe Nafratein Kar [Verse 4] Maine Dil Diya Hai Maine Dukh Liya Hai Tu Sauda Imaan Le Par Mera Tera Imtihaan Tujhe Le Raha Hai Ab Naare Aayaat Kar [Chorus] Aawaara Angaara Aawaara Angaara Raaton Mein Dooba Ambar Ka Banjara Jaane Toota Kyon? Main Sheesha Na Taara [Outro] Mera Imtihaan Tu Jo Le Raha Hai Ab Na Riyaayatein Kar Maine Ishq Seekha Maine Pyar Seekha Tu Chahe Nafratein Kar #viral #song #trending #love #rekha #sorts #bollywood #bolleywood #music #arrahman #tereishqme #dhanush #kirti