Mujhko Barsaat Bana Lo | Female version | Lyrics song

Mujhko Barsaat Bana Lo | Female version | Lyrics song

Song Credits : Song : Mujhko Barsaat Bana Lo Singer : Armaan Malik Movie : Junooniyat Music Label : T-Series Song Lyrics : Mujhko barsaat bana lo Ik lammbi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana Mujhko alfaaz bana lo Dil ki awaaz bana lo Gehra sa raaz bana lo jaana Nasha hoon main behakne do Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo Ik lammbi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana Mujhe apne sirhane pe Thodi si jagah de do Mujhe neend na aane ki Koi toh wajah de do Hawa hoon main lipat ne do Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo Ik lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana Tere sang guzar jaaye Yeh umar jo baki hai Hasdo na zara khul ke Kaahe ki udaasi he Subah hoon main aane do Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo Ik lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo jaana #mujhkobarsaatbanalo #armaanmalik #femaleversion #lyrics #song #status