Beete Lamhe : The Train ( @Musicworld-md4te ) Beete Lamhe is flawless to our mind and pleasure for our ears. The composition of the song is so good that it can make you feel complete with yourself or break you from inside remembering the times you spent with the one you thought was 'forever and after'. This song has it's own sadness around it, and at times it also forces you to feel it differently. It's Herat breaking song .It's really nice song 😍❤️😍..., Song Name: Beete Lamhein Album: The Train Singer(s): KK, Kshitij Tarey Starcast: Emraan Hashmi, Sayali Bhagat, Geeta Basra Composer: Mithoon #viralvideo #arjitsingh #bollywoodsongs #famousvideos #famousviral #lovesong #famoussong #music #trendingvideo #youtube , #kk ,#kshitijtarey ,#emranhashmi ,#sayalibhagat, #geetabasra ,#heartbroken ,#brrakupmashup ,#bollywoodmovie ,#trening ,#viral ,#hitsongs ,#hits ,#hitslyrics , Follow me on Instagram : @mayank_parmar9698 Subscribe to my channel : @Musicworld-md4te ( Music world98 ) Lyrics : Dard me bhi ye lab muskura jaate hein Beetein lamhein hamein jab bhi yaad aate hain Dard me bhi ye lab muskura jaate hein Beetein lamhein hamein jab bhi yaad aate hain Beetein lamhein..... Chand lamhaat ke vaste hi sahi Muskura kar mili thi mujhe zindagi Chand lamhaat ke vaste hi sahi Muskura kar mili thi mujhe zindagi Teri aghosh me din thhe mere kate Teri baahon mein thi meri raate kati Aaj bhi jab woh pal mujhko yaad aate Dil se sare gamon ko bhula jate hai Dard me bhi yeh lab muskura jate hain Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hain Dard me bhi yeh lab muskura jate hain Beete lamhein hamein jab bhi yaad aate hain Beete lamhein....... Kis kadar tej raftaar thi zindagi Kahkahe har taraf thi khushi hi khusi Maine jis din kahi pyar ki bat thi Ruk gayi thi achanak vo behti nadi Aaj bhi jab vo din mujhko yaad aate hain Guzare lamhein jahan me ubhar aate hain Dard me........ Mere kandhe pe sir ko jhukana tere Mere sine mein khud ko chupana tera Mere kandhe pe sir ko jhukana tere Mere sine mein khud ko chupana tera Aake meri panahon mein shamo sehar Kaanch ki tarah woh tut jaana tera Aaj bhi jab woh manzar nazar aate hain Dil ki viraniyo ko mita jaate hai Dard me bhi yeh lab muskura jaate hai Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain Dard me bhi yeh lab muskura jaate hain Beete lamhein humein jab bhi yaad aate hain...,