Zaroori Tha Lofi Lyrics (Slowed + Reverb) Rahat Fateh Ali Khan Zaroori tha Lyrics Sad song

Zaroori Tha Lofi Lyrics (Slowed + Reverb) Rahat Fateh Ali Khan Zaroori tha Lyrics Sad song

Zaroori Tha Lofi Lyrics (Slowed + Reverb) Rahat Fateh Ali Khan Zaroori tha Lyrics Original Credits - Song- Zaroori Tha Artist- Rahat Fateh Ali Khan Lyrics- Khalil-ur-Rehman Qamar Music- Sahir Ali Bagga All rights belong to the original owners of the song. Lafj Kitne Hi Tere Pairon Se Lipte Honge Tune Jab Aakhiri Khat Mera Jalaya Hoga Tune Jab Phool Kitabon Se Nikale Honge Dene Wala Bhi Tujhe Yaad Toh Aaya Hoga Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaaf-E Arzoo Karte Magar Phir Arzoo’on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Batao Yaad Hai Tumko Woh Jab Dil Ko Churaya Tha Churayi Cheez Ko Tumne Khuda Ka Ghar Banaya Tha Woh Jab Kehte The Mera Naam Tum Tasbeeh Mein Padhte Ho Mohabbat Ki Namazo Ko Kaza Karne Se Darte Ho Magar Ab Yaad Aata Hai Woh Baatein Thi Mehaz Baatein Kahin Baaton Hi Baaton Mein Mukarna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Wahin Hai Sooratein Apni Wahin Main Hoon Wahin Tum Ho Magar Khoya Hua Hoon Main Magar Tum Bhi Kahin Gumm Ho Mohabbat Mein Daga Ki Thi Jo Kaafir The So Kaafir Hain Mili Hain Manzilein Phir Bhi Musafir The Musafir Hain Tere Dil Ke Nikaale Hum Kahan Bhatke Kahan Pahunche Magar Bhatke Toh Yaad Aaya Bhatakna Bhi Zaroori Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaef-E Arzoo Karte Magar Phir Arzoo’on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Lofi Lyrics (Slowed + Reverb) Rahat Fateh Ali Khan Zaroori tha Lyrics Original Credits - Song- Zaroori Tha Artist- Rahat Fateh Ali Khan Lyrics- Khalil-ur-Rehman Qamar Music- Sahir Ali Bagga All rights belong to the original owners of the song. Song Lyrics - Lafj Kitne Hi Tere Pairon Se Lipte Honge Tune Jab Aakhiri Khat Mera Jalaya Hoga Tune Jab Phool Kitabon Se Nikale Honge Dene Wala Bhi Tujhe Yaad Toh Aaya Hoga Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaaf-E Arzoo Karte Magar Phir Arzoo’on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Batao Yaad Hai Tumko Woh Jab Dil Ko Churaya Tha Churayi Cheez Ko Tumne Khuda Ka Ghar Banaya Tha Woh Jab Kehte The Mera Naam Tum Tasbeeh Mein Padhte Ho Mohabbat Ki Namazo Ko Kaza Karne Se Darte Ho Magar Ab Yaad Aata Hai Woh Baatein Thi Mehaz Baatein Kahin Baaton Hi Baaton Mein Mukarna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha Wahin Hai Sooratein Apni Wahin Main Hoon Wahin Tum Ho Magar Khoya Hua Hoon Main Magar Tum Bhi Kahin Gumm Ho Mohabbat Mein Daga Ki Thi Jo Kaafir The So Kaafir Hain Mili Hain Manzilein Phir Bhi Musafir The Musafir Hain Tere Dil Ke Nikaale Hum Kahan Bhatke Kahan Pahunche Magar Bhatke Toh Yaad Aaya Bhatakna Bhi Zaroori Tha Mohabbat Bhi Zaroori Thi Bichadna Bhi Zaroori Tha Zaroori Tha Ke Hum Dono Tawaef-E Arzoo Karte Magar Phir Arzoo’on Ka Bikharna Bhi Zaroori Tha Teri Aankhon Ke Dariya Ka Utarna Bhi Zaroori Tha